Song: Aye mere pyare watan…
Movie: Kabuliwala (1956)
Singer: Manna Dey
Music: Saleel Choudhri
Lyrics: Gulzar
Aye mere pyare watan
Aye mere bichde chaman
Tujh pe dil kurbaa
Tu hi meri aarzoo, tu hi meri aabroo
Tu hi meri jaan
Aye mere…
Tere daaman se jo aaye un hawao ko salaam -2
Choomlu main us zuba ko jispe aaye tera naam
Sabse pyari ter subah sabse rangeen teri shaam
Tujhpe dil kurbaa. Tu hi meri…meri jaan.
Maa ka dil ban kar kabhi seene se lagjata hai tu -2
Aur kabhi nanhi si beti banke yaad aati hai tu
Jitna yaad aata hai mujhko, Utna tadpata hai tu
Tujhpe dil kurbaa. Tu hi meri…meri jaan.
Chodkar teri zamee ko door aa pohunche hai hum -2
Phir phi hai ye hi tamanna teri ki kasam
Hum jaha paida hue us jagah hi nikle dum
Tujhpe dil kurbaa. Tu hi meri…meri jaan.
Aye mere….
Tuesday, August 28, 2007
Pal pal dil ke paas...
Song: Pal pal dil ke paas..
Movie: Blackmail (1973)
Singer: Kishore Kumar
Music: Anandji-Kalyanji
Lyrics: Rajendra Kishan
Sung for: Dharmender
Pal pal dil ke paas tum rehti ho -2
Jeewan meeti pyaas ye kehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Har shaam aankho par tera aanchal lehraye
Har raath yaado ki karvat le aaye
Main saans leta h uteri khushboo aati hai
Ek mehka mehka sa paigaam aati hai
Mere dil ki dhadkan bhi tere geet gaate hai.
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Kal tujhko dekha tha maine apne aangan me
Jaise kehrahi thi tum mujhe baandhlo bandhan me
Ye kaisa bandhan hai, ye kaisa sapna hai
Begane hokar bhi kyon lagte apne hai
Main soch me rehta hu darr darr ke kehta hu
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Tum sochogi kyon itna main tumse pyar karu
Tum samjhogi deewana main bhi ekraar karu
Deewano ki ye baate, deewane jaan the hai
Jalne me kya maza hai parwane jaan the hai
Tu yu hi jalate rehna aa aa kar khwabo me
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Jeewan meeti pyaas ye kehti ho
Pal pal dil ke paas tum rehti ho
Labels:
1970s,
Blackmail,
Dharmendra,
Kishore Kumar,
R D Burman
Sunday, August 19, 2007
Mana janab ne pukara...
Song: Mana janab ne..
Movie: Paying Guest (1957)
Singer: Kishore Kumar
Music: S.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Picturised on: Dev Anand
Mana janab ne pukara nahi kya mera saath bhi gawara nahi
Mufth me banke chal diye tanke walla jawab tumhara nahi
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Yaaro ka chalan hai ghulami, dethe hai haseeno ko salaami -2
Gussa na keejiye ………..
Bandagi toh bandagi toh lee jiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Toota foota dil ye humara jaisa bhi ho ab hai tumhara -2
Idhar dekhiye nazar phenkiye
Dillagi naa dillagi naa keejiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Masha allah kehna to manna bangaya bigda zamana -2
Tumko hasadiya, pyaar sikhadiya
Shukhriya toh shukhriya toh keejiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Movie: Paying Guest (1957)
Singer: Kishore Kumar
Music: S.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Picturised on: Dev Anand
Mana janab ne pukara nahi kya mera saath bhi gawara nahi
Mufth me banke chal diye tanke walla jawab tumhara nahi
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Yaaro ka chalan hai ghulami, dethe hai haseeno ko salaami -2
Gussa na keejiye ………..
Bandagi toh bandagi toh lee jiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Toota foota dil ye humara jaisa bhi ho ab hai tumhara -2
Idhar dekhiye nazar phenkiye
Dillagi naa dillagi naa keejiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Masha allah kehna to manna bangaya bigda zamana -2
Tumko hasadiya, pyaar sikhadiya
Shukhriya toh shukhriya toh keejiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.
Labels:
1950s,
Dev Anand,
Majrooh Sultanpuri,
Paying Guest,
SD Burman
Dooba dooba rehta hu...
Song: Dooba dooba…
Album: Boondein (1998)
Band: Silk Route
Dooba dooba rehta hu aankho me tere
Deewana ban gaya hu main chahat me tere
Dooba……………chahat me tere
Ab din guzarte nahi, rate katthi nahi
Bus tasveer se baath banti nahi oh aaaja naa jaa bewafa.
Koi jane naa pehchane naa, ye hua kaise
Tum aa gaye khwabo me ayese
Koi…..ayese.
Bewafa suno bewafa, bewafa naa jaa
Duba…
Tum jo mil gaye diye jal gaye, mere khwabo me
Jano tum mere hum safar
Bewafa suno bewafa, bewafa naa jaa
Duba…
The melody of this song and the under water picturisation prooves that there are people out there capable of creating magic.
This album went on to win the Channel V awards for best debut and best song
Choudvi Ka Chand
Song: Choudvi ka chand ho…
Movie: Chodhvi Ka Chand (1960)
Singer: Mohammad Rafi
Music: Ravi
Lyrics : Shakeel Badayuni
Picturised on: Guru Dutt & Waheeda Rehman
Rafi:
Choudvi ka chaand ho, ya aftaab ho
Jo bhi ho tum khuda ki kasam lajawab ho
Choudvi ka… lajawab ho
Choudvi ka chaand ho, ya aftaab ho
Zulfe hai jaise kaandho pe badal jhuke hue
Aankhe hai jaise mehke khayale bhare hue
Masti hai jisme pyaar kit um who sharab ho
Choudvi ka chaand ho, ya aftaab ho
Chehra hai jaise jheel me hasta hua kamal
Ya zindagi ke saaz pe chedi hui gazal
Jaane bahar tum kisi shayar ka khwab ho
Choudvi ka chaand ho, ya aftaab ho
Honto pe khelti hai tappassum ki bijliya
Sajte humare raaho me karti hai kekasha
Duniya-e-husn ishq ka tum hi shabab ho
Choudvi ka… lajawab ho
Choudvi ka chaand ho, ya aftaab ho
Has Waheeda Rehman ever looked more beautiful??? Well, actually she has! But the way Guru Dutt sings to her... that makes her seem more gorgeous. The whole movie is in black & white. But this song was shot in colour. Its pure poetry in motion. There are no words to praise this song. Everything from the actors to the sets, the lyrics to the music, the mood of the song to the sets... was perfect.
This song won 3 Filmfare awards too. Mohammad Rafi and Shakeel Badayuni won the best male singer and the best lyricist respectively. And to think that Guru Dutt initially was not too happy with Mohammad Rafi singing the song!!! BUt now can you imagine anyone else singing it better? I doubt it. The lyrics really take the cake though. The way Guru Dutt describes Waheida's beauty in a such an aesthetic way... Wow! Which woman wouldn't fall for that one? All in all its a great package and a reminder of why many prefer older songs.
Labels:
1960s,
Choudvi Ka Chand,
Guru Dutt,
Mohammad Rafi,
Ravi
Saturday, August 18, 2007
Friday, August 17, 2007
Thursday, August 9, 2007
Kisi na kisi se... (Kashmir Ki Kali)
Song: Kisi na kisi se…
Movie: Kashmir Ki Kali (1964)
Singer: Mohammad Rafi
Music: O.P. Nayyar
Lyrics: S.H. Bihari
Picturised on: Shammi Kapoor
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahi na kahi dil lagana padega.
Kisi…
Ek se ek hasi chehre hai, kiss kiss ko main dekhu
Kissko jug me apna samjhu, samjhu main apna lelu
Koi rangeeli chail chabeeli
Ko rangeeli, rangeeli chail chabeeli
Aaj mer zindagi me aake rahegi.
Kisi na kisi…
Dhoond raha hu main who duniya pyaar jise kehte hai -2
Kaun who kismet waale hai jo log waha rehte hai
Mujhko mere dill eke wahi chal
Mujhko mere dil, mere dill eke wahi chal
Aaye jaha haath koi reshmi aanchal
Kisi na kisi…
Ayesi nazuk ho who jiska shabnam muh dhoti ho
Chand bhi sadh pe hota ho jab raath ko who sothi ho
Aankh sharabi gaal gulabi
Aankh sharabi sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaarde jo zindagi meri
Kisi na kisi…
Movie: Kashmir Ki Kali (1964)
Singer: Mohammad Rafi
Music: O.P. Nayyar
Lyrics: S.H. Bihari
Picturised on: Shammi Kapoor
Kisi na kisi se kabhi na kabhi
Kahi na kahi dil lagana padega.
Kisi…
Ek se ek hasi chehre hai, kiss kiss ko main dekhu
Kissko jug me apna samjhu, samjhu main apna lelu
Koi rangeeli chail chabeeli
Ko rangeeli, rangeeli chail chabeeli
Aaj mer zindagi me aake rahegi.
Kisi na kisi…
Dhoond raha hu main who duniya pyaar jise kehte hai -2
Kaun who kismet waale hai jo log waha rehte hai
Mujhko mere dill eke wahi chal
Mujhko mere dil, mere dill eke wahi chal
Aaye jaha haath koi reshmi aanchal
Kisi na kisi…
Ayesi nazuk ho who jiska shabnam muh dhoti ho
Chand bhi sadh pe hota ho jab raath ko who sothi ho
Aankh sharabi gaal gulabi
Aankh sharabi sharabi gaal gulabi
Pyaar se sawaarde jo zindagi meri
Kisi na kisi…
Tera chehra jab nazar aaye...
Song: Tera chehra..
Album: Tera Chehra (2002)
Music: Adnam Sami
Singer: Adnam Sami
Ye zamee rukh jaaye, aasma jhuk jaaye,
Tera chehra jab nazar aaye
Oohho.. tera chehra jab nazar aaye.
Ye zamee…..
Tu ejazath de agar tujhse thoda pyaar main kar lu, jaane jaa.
Baeit mere saamne, hale dil, hale nazar bhar lu jaane jaa.
Tu khafa ho jaaye, raath abhi ho jaaye
Bin tere aanchal me chup jaaye, chup jaaye.
Ye zamee…
Tu agar kehde mujhe, chand bhi le aau jaane jaa, jaane jaa.
Ek taara maange toh, aasma le aau jaane jaa, jaane jaa,
Raath tu jab aaye, neendh bhi le jaaye
Khwabo ke jungle me chup jaaye, chup jaaye.
Ye zamee…
Album: Tera Chehra (2002)
Music: Adnam Sami
Singer: Adnam Sami
Ye zamee rukh jaaye, aasma jhuk jaaye,
Tera chehra jab nazar aaye
Oohho.. tera chehra jab nazar aaye.
Ye zamee…..
Tu ejazath de agar tujhse thoda pyaar main kar lu, jaane jaa.
Baeit mere saamne, hale dil, hale nazar bhar lu jaane jaa.
Tu khafa ho jaaye, raath abhi ho jaaye
Bin tere aanchal me chup jaaye, chup jaaye.
Ye zamee…
Tu agar kehde mujhe, chand bhi le aau jaane jaa, jaane jaa.
Ek taara maange toh, aasma le aau jaane jaa, jaane jaa,
Raath tu jab aaye, neendh bhi le jaaye
Khwabo ke jungle me chup jaaye, chup jaaye.
Ye zamee…
Wednesday, August 8, 2007
Sambhala hai maine...
Song: Sambhala hai maine…
Movie: Naraaz (1994)
Singer: Kumar Sanu
Music: Anu Malik
Picturised on: Atul Agnihotri
Sambhala hai maine bohut apne dil ko -2
Zubah par tera phir bhi naam aa raha hai
Jaha raaz ko chupaya naa jaye -2
Muhobbat me ayesa makaam aa raha hai
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
Zubah par tera phir bhi naam aa raha hai
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
Banaya hai maine tujhe apna saathi
Rahe kiss tarah phir mere hosh baaki
Banaya…baaki.
Rahe kiss tarah phir mere hosh baaki
Nazar yu behek ne lagi ahi ke jaise -2
Mere saamne koi jaan aa raha hai
Sambhala…..naam aa raha hai.
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
Ye zulfo ke badal ghanere ghanere
Mere baazuo par jo tune bikhere
Ye zulfo….bikhere
Mere baazuo par jo tune bikhere
Main samjha ke jaise meri dhadkano ko -2
Teri dhadkano ka payaam aa raha hai
Sambhala…..naam aa raha hai.
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
This movie was Sonali Bendre’ debut
Movie: Naraaz (1994)
Singer: Kumar Sanu
Music: Anu Malik
Picturised on: Atul Agnihotri
Sambhala hai maine bohut apne dil ko -2
Zubah par tera phir bhi naam aa raha hai
Jaha raaz ko chupaya naa jaye -2
Muhobbat me ayesa makaam aa raha hai
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
Zubah par tera phir bhi naam aa raha hai
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
Banaya hai maine tujhe apna saathi
Rahe kiss tarah phir mere hosh baaki
Banaya…baaki.
Rahe kiss tarah phir mere hosh baaki
Nazar yu behek ne lagi ahi ke jaise -2
Mere saamne koi jaan aa raha hai
Sambhala…..naam aa raha hai.
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
Ye zulfo ke badal ghanere ghanere
Mere baazuo par jo tune bikhere
Ye zulfo….bikhere
Mere baazuo par jo tune bikhere
Main samjha ke jaise meri dhadkano ko -2
Teri dhadkano ka payaam aa raha hai
Sambhala…..naam aa raha hai.
Sambhala hai maine bohut apne dil ko
This movie was Sonali Bendre’ debut
Labels:
1990s,
Anu Malik,
Atul Agnihotri,
Kumar Sanu,
Naraaz,
Sonali Bendre
Deewana hua badal…
Song: Deewana hua badal…
Movie: Kashmir Ki Kali (1964)
Singers: Mohammad Rafi & Asha Bonsle
Music: O.P. Nayyar
Lyrics: S.H. Bihari
Picturised on: Shammi Kapoor & Sharmila Tagore
Rafi: mmmhh hmmaaa..
Ye dekhke dil jhooma, lee pyaar ne angdayi
Deewana hua badal
Saawan ki ghata chaayi,
Ye dekhke dil jhooma
Lee pyaar ne angdayi
Deewana hua badal.
Ayesi toh meri taqdeer na thi
Tumsa jo koi mehboob mile
Dil aaj khushi se paagal hai -2
Aye jaane wafa tum khoob mile -2
Dil kyon na bane paagal
Kya tumne ada paayi,
Ye dekhke…
… hua badal.
Asha: Jab tumse nazar takrayi sanam
Jazbaath ka ek toofaan utha
Tinke ki tarah main beh nikli -2
Sailaab mere roke naa ruka -2
Jeewan me machi hulchul
Aur bajne lagi shehnaayi
Ye dekhke…angdayi.
Rafi: Deewana hua badal.
Rafi: Hae aaj naye armaano se
Aabaad mere dil ki nagri
Barso se khiza ka mausam tha -2
Veeraan badi duniya thi meri -2
Haatho me tera aanchal
Aaya ke bahaar aayi
Ye dekhke…angdayi.
Asha: Deewana hua badal.
Saawan…angdayi.
Rafi: Deewana hua badal.
Saawan…angdayi.
Movie: Kashmir Ki Kali (1964)
Singers: Mohammad Rafi & Asha Bonsle
Music: O.P. Nayyar
Lyrics: S.H. Bihari
Picturised on: Shammi Kapoor & Sharmila Tagore
Rafi: mmmhh hmmaaa..
Ye dekhke dil jhooma, lee pyaar ne angdayi
Deewana hua badal
Saawan ki ghata chaayi,
Ye dekhke dil jhooma
Lee pyaar ne angdayi
Deewana hua badal.
Ayesi toh meri taqdeer na thi
Tumsa jo koi mehboob mile
Dil aaj khushi se paagal hai -2
Aye jaane wafa tum khoob mile -2
Dil kyon na bane paagal
Kya tumne ada paayi,
Ye dekhke…
… hua badal.
Asha: Jab tumse nazar takrayi sanam
Jazbaath ka ek toofaan utha
Tinke ki tarah main beh nikli -2
Sailaab mere roke naa ruka -2
Jeewan me machi hulchul
Aur bajne lagi shehnaayi
Ye dekhke…angdayi.
Rafi: Deewana hua badal.
Rafi: Hae aaj naye armaano se
Aabaad mere dil ki nagri
Barso se khiza ka mausam tha -2
Veeraan badi duniya thi meri -2
Haatho me tera aanchal
Aaya ke bahaar aayi
Ye dekhke…angdayi.
Asha: Deewana hua badal.
Saawan…angdayi.
Rafi: Deewana hua badal.
Saawan…angdayi.
Labels:
Kashmir Ki Kali,
Mohammad Rafi,
Old songs,
OP Nayyar,
shammi kapoor
Panchi nadiya…
Song: Panchi nadiya…
Movie: Refugee (2000)
Singers: Sonu Nigam & Alka Yagnik
Music: Anu Malik
Lyrics: Javed Akhtar (?)
Picturised on: Abhishek Bachchan & Kareena Kapoor
Sonu: Panchi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad naa inhe roake -2
Sarhade insano ke liye hai
Socho tumne aur maine kya paaya insaa hoke
Alka: Panchi….
Sonu: Jo hum dono pachi hote
Tair the hum is neele gagan me, pank pasaye.
Alka: Saari darthi apni hoti, apne hothe saare nazare.
Sonu: Khuli fizao me udthe -2
Apne dilo me hum saara pyaar sawar.
Alka: Panchi…………..inhe roake.
Sonu: Sarhade …..insaa hoke.
Alka: Jo main hothi nadiya aur tum pawan ke jhonke, toh kya hotha -2
Sonu: Pawan ke jhonke nadi ke tann ko chuthe hai -2
Lehre hi lehre banthi hai
Hum dono jab milthe toh, kuch ayesa hotha.
Alka: Sab kehte ye leher-leher jaha bhi jaaye,
Inko naa koi toeke
Sonu: Panchi…………..inhe roake.
Alka: Sarhade …..insaa hoke.
Main shayar toh nahi…
Song: Main shayar toh nahi…
Movie: Bobby (1973)
Singer: Shailendra
Music: Laxmikanth-Pyarelal
Picturised on: Rishi Kapoor
Main shayar toh nahi, magar aye hasee
Jab se dekha maine tujhko,
Mujhmko shayari aa gayi.
Main ..aa gayi.
Main aashiq toh nahi, magar aye hasee
Jad se dekha tujhko,
Mujhko aashiquee aa gayi.
Main shayar toh nahi.
Pyaar ka naam maine suna tha magar
Pyaar kya hai ye mujhko nahi thi khabar
Pyaar…khabar
Main toh uljha raha uljhano ki tarah
Dosto me bhi raha dushmano ki tarah
Main dushman to nahi, magar aye hasee
Jad se dekha tujhko,
Mujhko dosti aa gayi.
Main shayar toh nahi.
Sochta hu agar main dua maangtha
Haath apni uthakar main kya maangtha
Sochta…maangtha.
Jab se tujhse muhobbat main karne laga
Tab se jaise ebadath main karne laga
Main khafir toh nahi. Magar aye hasi
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko bandage aa gayi.
Main shayar…shayari aa gayi.
Main shayar toh nahi.
Movie: Bobby (1973)
Singer: Shailendra
Music: Laxmikanth-Pyarelal
Picturised on: Rishi Kapoor
Main shayar toh nahi, magar aye hasee
Jab se dekha maine tujhko,
Mujhmko shayari aa gayi.
Main ..aa gayi.
Main aashiq toh nahi, magar aye hasee
Jad se dekha tujhko,
Mujhko aashiquee aa gayi.
Main shayar toh nahi.
Pyaar ka naam maine suna tha magar
Pyaar kya hai ye mujhko nahi thi khabar
Pyaar…khabar
Main toh uljha raha uljhano ki tarah
Dosto me bhi raha dushmano ki tarah
Main dushman to nahi, magar aye hasee
Jad se dekha tujhko,
Mujhko dosti aa gayi.
Main shayar toh nahi.
Sochta hu agar main dua maangtha
Haath apni uthakar main kya maangtha
Sochta…maangtha.
Jab se tujhse muhobbat main karne laga
Tab se jaise ebadath main karne laga
Main khafir toh nahi. Magar aye hasi
Jab se dekha maine tujhko
Mujhko bandage aa gayi.
Main shayar…shayari aa gayi.
Main shayar toh nahi.
Labels:
1970s,
Bobby,
Laxmikanth-Pyarelal,
Rishi Kapoor,
Shailendra
Sunday, August 5, 2007
Aaj main hoon aur tum ho...
Song: Aaj main hoon…
Movie: Main Prem Ki Deewani Hoon (2003)
Singer: Shaan
Music: Anu Malik
Lyrics: Dev Kohli
Picturised on: Abhishek Bachchan
Tu hi tu mere paas hai
Phir ye kaisi pyaas hai
Ye kaisa ehsaas hai
Koi batade mujhe
Aaj main hoo aur tum ho aur mohobat hai
Haa muhobat hai, aur mohobat hai, aur mohobat hai
Main bhi ghum hoo, tum bhi ghum ho,
Haa ye chaahat hai, Haa ye chaahat hai, aur mohobat hai
Ye kaise mumkin hai tumko kisine ab tak pyaar naa kiya -2
Main kaise ye manu tumko kisi ne ab tak dil naa diya
Kaisi hai ye uljhane, dil ye laga sochne,
Tez hai kyon dhadkane koi bata de mujhe
Aaj main hoo aur tum ho aur mohobat hai
Haa muhobat hai, aur mohobat hai, aur mohobat hai
Jo tumse kehna tha maine kaha naa, lab par baath hai ruki
Lagta hai ye aksar, mere liye hi shaayad tu hai bani
Kaisa ayethbaar hai, kaisa intezaar hai
Kyon tumse itna pyaar hai, koi bata de mujhe
Aaj main hoo aur tum ho aur mohobat hai
Haa muhobat hai, aur mohobat hai, aur mohobat hai
Aaj main hoo…
This is my favourite song in the movie.
Kasam ki kasam...
Song: Kasam ki kasam...
Movie: Main Prem Ki Deewani Hoon (2003)
Singers: Chitra & Shaan
Music: Anu Malik
Lyrics: Dev Kohli
Picturised on: Kareena Kapoor & Abhishek Kapoor
Chitra: Kasam ki kasam hai kasam se
Humko pyaar hai sirf tumse -2
Ab ye pyaar na hoga phir humse
Kasam …. humse.
Log kehte hai paagal, hoon main ye bhi na jaanu
Dil lutaya hai maine, ab kisi ki na maanu
Chain dekar ke maine, bechainiya ye lee hai
Neende udake maine tumse wafaye kee hai
Kasam ki kasam hai kasam se
Jee rahe hai hut ere dum se
Ab ye pyaar na hoga phir humse
Kasam …. humse.
Shaan: Kuch eshaaro me tumne, mujhse jo ye kaha hai
Ab yaki aa raha hai, tumko bhi kuch hua hai
Kyon tumko dekhte hai, kya dil me sochte hai
Toofa jo uth raha hai, hum usko rokte hai
Kasam ki kasam hai kasam se
Ye Milan hai sanam ka sanam se
Ab ye pyaar na hoga phir humse
Kasam …. humse.
Chitra: Kasam
Shaan: Ki kasam
Chitra Haa kasam
Shaan: Li kasam
Chitra Dee kasam
Shaan: Li kasam
Chitra Haa kasam
Shaan: Kasam
Chitra Kasam
Shaan: Kasam
Chitra Kasam ki ….phir humse
This is a beautiful song. But, please don’t watch the movie. Did Sooraj Barjatia actually make this movie? I’m still not sure. And, what was Hrithik doing? This is his only movie that I actually hate. Abhishek was the only watchable person. The music was the only saving grace of the movie, which was so hyped up people thought it was a relaunch for the three main actors. But what a disaster it turned out to be. It a remake of Amol Palekar’s famous hit Chitchor. Bad effort. Waste of money n waste of talent ‘cause the people involved in this movie are actually real good at what they do. Watching this movie only spoils your impression of the people involved.
And to think I was desperate to watch this movie when it released!!!
The only scene I think I liked was probably Kareena slapping Hrithik, in front of everyone, for deserting her – now that was different from regular Bollywood flicks of the time.
Movie: Main Prem Ki Deewani Hoon (2003)
Singers: Chitra & Shaan
Music: Anu Malik
Lyrics: Dev Kohli
Picturised on: Kareena Kapoor & Abhishek Kapoor
Chitra: Kasam ki kasam hai kasam se
Humko pyaar hai sirf tumse -2
Ab ye pyaar na hoga phir humse
Kasam …. humse.
Log kehte hai paagal, hoon main ye bhi na jaanu
Dil lutaya hai maine, ab kisi ki na maanu
Chain dekar ke maine, bechainiya ye lee hai
Neende udake maine tumse wafaye kee hai
Kasam ki kasam hai kasam se
Jee rahe hai hut ere dum se
Ab ye pyaar na hoga phir humse
Kasam …. humse.
Shaan: Kuch eshaaro me tumne, mujhse jo ye kaha hai
Ab yaki aa raha hai, tumko bhi kuch hua hai
Kyon tumko dekhte hai, kya dil me sochte hai
Toofa jo uth raha hai, hum usko rokte hai
Kasam ki kasam hai kasam se
Ye Milan hai sanam ka sanam se
Ab ye pyaar na hoga phir humse
Kasam …. humse.
Chitra: Kasam
Shaan: Ki kasam
Chitra Haa kasam
Shaan: Li kasam
Chitra Dee kasam
Shaan: Li kasam
Chitra Haa kasam
Shaan: Kasam
Chitra Kasam
Shaan: Kasam
Chitra Kasam ki ….phir humse
This is a beautiful song. But, please don’t watch the movie. Did Sooraj Barjatia actually make this movie? I’m still not sure. And, what was Hrithik doing? This is his only movie that I actually hate. Abhishek was the only watchable person. The music was the only saving grace of the movie, which was so hyped up people thought it was a relaunch for the three main actors. But what a disaster it turned out to be. It a remake of Amol Palekar’s famous hit Chitchor. Bad effort. Waste of money n waste of talent ‘cause the people involved in this movie are actually real good at what they do. Watching this movie only spoils your impression of the people involved.
And to think I was desperate to watch this movie when it released!!!
The only scene I think I liked was probably Kareena slapping Hrithik, in front of everyone, for deserting her – now that was different from regular Bollywood flicks of the time.
Pyaar hua ikraar...
Song: Pyaar hua ikraar…
Movie: Shree 420 (1955)
Singers: Manna Dey & Lata Mangeshkar
Music: Shankar Jaikishen
Picturised on: Raj Kapoor & Nargis
MD: Pyaar hua ikraar hua hai
Pyaar se phir kyon darta hai dil -2
Lata:Kehta hai dil rasta mushkil
Maloom nahi hai kaha manzil -2
MD: Pyaar… hai dil
Lata:Kehta… mushkil
Lata:Kaho ki apni preeth ka geet na badlega kabhi
MD: Tum bhi kaho is raah ka meeth na badlega kabhi
Lata:Pyaar jo toota, saath jo choota,
chaand na chamkega kabhi
Both:ahhhaaaa…
MD: Pyaar… hai dil
Lata: Kehta… mushkil
Lata: Raste sou dishao ke kehengi apni kahaniya
MD: Geet humare pyaar ke dohrayengi jawaniya
Lata: Main na rahoongi, tum na rahoge
Phir bhi rahengi nishaniya
Both: ahahhhaaaa..
MD: Pyaar… hai dil
Both: Kehta… mushkil
I simply love this song. It’s just so romantic!!! Revealing your love in the rain – under a single umbrella – and yet not making it look vulgar or using the usual Bollywood techniques to attract front benchers, it’s just too much. Makes you appreciate the movies of the yesteryears where rain doesn’t mean revealing the heroines figure. You could FEEL the love in this song. Of course, it’s not just the actors – you have to appreciate all the people behind the scenes who made this song into a kind of an legend that it became.
Who can ever forget the shot of Nargis and Raj Kapoor standing under the umbrella in the rain? Makes you wish it was you in the rain. I actually loved Nargis more here. With all her expressions and body language, she was simply amazing.
This was a really good movie to watch too. I find that I liked Raj Kapoor’s movies in the black n white era – more with Nargis. Somehow his later movies were just not to my taste. Of course, most were ahead of it’s time, but… they just fail to impress.
By the way, the three cute kids you see walking on the street in the song are actually Raj Kapoors kids – Randhir, Ritu and Rishi Kapoor.
Labels:
BnW movies,
Lata Mangeshkar,
Manna Dey,
Nargis,
rain song,
Raj Kapoor,
Shankar Jaikishen,
Shree 420
Pyaar deewana hota hai...
Song: Pyaar deewana…
Movie: Kati Patang (1970)
Singer: Kishore Kumar
Music: R.D.Burman
Lyrics: Anand Bakshi
Picturised on: Rajesh Khanna
Pyaar deewana hota hai mastana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
Pyaar…begana hota hai.
Shama kahe parwane se are chale jaa
Meri tarah jal jayega idhar nahi aa
Shama... nahi aa
Who nahi suntan usko jal jaana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
Pyaar…begana hota hai.
Rahe koi sou pardo me, darre sharam se
Nazar aji laakh churaye koi sanam se
Rahe...sanam se
Aa hi jata hai jispe dil aana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
Pyaar…begana hota hai.
Suno kisi shayar ne ye kaha bohut khoob
Mana kare duniya lekin mere mehboob
Suno... mere mehboob
Woh chalak jata hai jo pehmana hota hai
Har khushi se har gum se begana hota hai
Pyaar…begana hota hai.
Labels:
1970s,
Kati Patang,
Kishore Kumar,
R.D.Burman,
Rajesh Khanna
Subscribe to:
Posts (Atom)