Sunday, August 19, 2007

Mana janab ne pukara...

Song: Mana janab ne..
Movie: Paying Guest (1957)
Singer: Kishore Kumar
Music: S.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri
Picturised on: Dev Anand


Mana janab ne pukara nahi kya mera saath bhi gawara nahi
Mufth me banke chal diye tanke walla jawab tumhara nahi
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.

Yaaro ka chalan hai ghulami, dethe hai haseeno ko salaami -2
Gussa na keejiye ………..
Bandagi toh bandagi toh lee jiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.

Toota foota dil ye humara jaisa bhi ho ab hai tumhara -2
Idhar dekhiye nazar phenkiye
Dillagi naa dillagi naa keejiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.

Masha allah kehna to manna bangaya bigda zamana -2
Tumko hasadiya, pyaar sikhadiya
Shukhriya toh shukhriya toh keejiye sahab
Mana …..tumhara nahi.
Mana janab ne pukara nahi.

No comments: